Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLakshya (2004)
HomeLakshya (2004)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi main tum se kahoongi iss baat ko agar tum zara aur sajaa ke kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon tum ko jab dekhoon lagti ho jaise nayi honth hai pankhadi phool ki aankhen jaise jugnu chamkate huye soche mera ye dil dhadakte huye agar main kahoon agar main kahoon ye jo chehra hai jaise koi chaand hai to kya kahogi main tumse kahoongi mujhko bhoole se bhi chaand tum na kaho chaand mein to kai daag hai mujhe phool na kehna wo murjhate hain jugnu bhi na kehna wo kho jaate hain ye baaten puraani hai jo mujhko sunaani hai kisi aur adaa se kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon baaten sun ke tumhari main hairaan hoon jo bhi kehna hai kaise kahoon lagta tumhen kuchh bhi achhaa
ab to humen aage badhte hai rehna ab to humen saathi hai bas itna hi kehna ab to humen aage badhte hai rehna ab to humen saathi hai bas itna hi kehna ab jo bhi ho shola ban ke pathar hai pighlaana ab jo bhi ho baadal ban ke parbat per hai chhana kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain nikle hain maidaan mein hum jaan hatheli par le kar ab dekho dum lenge hum jaa ke apni manzil par khatron se hans ke khelna itni to hum mein himmat hai mode kalaayi maut ki itni to hum mein taaqat hai hum sarhadon ke waaste lohe ki ik deewar hai hum dushmano ke waaste hoshiyaar hain taiyaar hai ab jo bhi ho baadal ban ke parbat per hai chhana ab jo bhi ho shola ban ke pathar hai pighlaana kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain josh dil mein
kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun dil ko kya samjhaaoon kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kyun poori ho na paayi daastaan kaise aayi hain aisi dooriyaan dono ke dilon mein chupa hai jo ek anjana sa ghum kya ho payega wo kam koi kya kahe dono ne kabhi zindagi ke ik mod pe thi jo payi hai kaisi wo tanhai koi kya kahe kitna viraan hai ye samaa saanson mein jaise ghulta hai dhuaaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun tumse aaj yun mil ke dil ko yaad aye lamhe kal ke ye aansoon kyun hain chalke ab kya kahein tumne humko dekha jo aise toh ek umeed hai jagi phir tumse pyaar pane ki ab kya kahein aa gaye hum kahan se kahan dekhe mud ke ye dil ka carvaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kitni
haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai haan yahi sapna hai tera tune pehchaana hai haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai haan yahi sapna hai tera tune pehchaana hai tujhe ab ye dikhaana hai roke tujhko aandhiyaan yaa zameen aur aasmaan paayega jo lakshya hai tera lakshya ko har haal mein paana hai mushkil koi aa jaaye to parbat koi takraaye to aadat koi dikhlaaye to toofan koi mandalaaye to mushkil koi aa jaaye to parbat koi takraaye to barse chaahe ambar se aag lipte chaahe pairon se naag paayega jo lakshya hai tera lakshya ko har haal mein paana hai himmat se jo koi chale dharti hile kadmon tale kya dooriyaan kya faaslen manzil lage aa ke gale himmat se jo koi chale dharti hile kadmon tale tu chal yunhi ab subah shaam rukna jhukna nahin tera kaam paayega jo lakshya hai tera lakshya ko har haal mein paana hai haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai haan yahi sapna hai tera tune pehchaana hai tujhe ab ye dikhaana hai
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main jaisa hoon main waisa kyun hoon karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana hoga jaane mera ab kya koyi to bataaye mujhe gadbad hai ye sab kya koyi samjhaaye mujhe main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main jaisa hoon main waisa kyun hoon ab mujhko ye hai karna ab mujhe wo karna hai aakhir kyun main na jaanoon kya hai ke jo karna hai lagta hai ab jo seedha kal mujhe lagega ulta dekho na main hoon jaise bilkul ulta phulta badloonga main abhi kya maanoon toh kya maaanon main sudhroonga main kabhi kya ye bhi to na jaanoon main jaane ab mera hona kya hai lagta hai tumko kya jaane ab mera hona kya hai kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Main Kahoon Lakshya (2004) 04:52 16760
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 04:52   Song Number : 16760   

Kandho Se Milte Hain Kandhe Lakshya (2004) 05:38 16849
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:38   Song Number : 16849   

Kitni Baatein Lakshya (2004) 05:49 32107
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:49   Song Number : 32107   

Lakshya Lakshya (2004) 06:14 16761
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:14   Song Number : 16761   

Main Aisa Kyun Hoon Lakshya (2004) 04:35 16762
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 04:35   Song Number : 16762